आपको कभी न कभी अपने Laptop Computer में Windows install करने करने की जरुरत पड़ती होगी | ऐसा बहुत बार होता है की हमारे कंप्यूटर का विंडो करप्ट हो जाता है या फिर किसी कारण से विंडो काम नहीं करता है तो ऐसे में हमको अपने कम्प्यूटर में नई विंडो इनस्टॉल करने की जरूर पड़ती है | बहुत से लोग खुद विंडो इनस्टॉल नहीं कर पाते और उनको प्रॉब्लम होती है |
aaj ke blog me main aapko bataaunga ki aap kese kuch time me New Windows install kar sake hain. Main aapko jo bhi bataaunga aap usko step by step follow karenge to aap bhi aasani se apne computer me windows installation kar sakte hain.
how to install windows in hindi.
computer me new windows install karne ke liye aapke paas kuch chize pahle se hi hone cahiye :-
- sabse pahle aapke paas ek computer ya laptop ho jisme new windows install karni hai jese ki windows 10 , wndows 8 , windows 7 or kaali linux etc.
- uske baad aapke paas ek bootable pendrive bhi hona cahiye. how to bootable a pendrive using cmd.
Windows 7 , windows 8 or windows 10 sabko install karne ka tarika same hi hota hai kayuki yeh saare OS (operating System) ek hi company "Microsoft" ke hote hain , lekin Kaali linux ko install karne ka tarika inse alag hota hai.
maan kar chaliye aapko aapne computer me windows 10 install karni hai to me aapko step by step jo bhi bataaunga usko aap follow kijiye to aapki new windows perfect tarike se install ho jaayegi.
how to install windows 10 in hindi.
- sabse pahle aapke paas ek maximum 8Gb ki pendrive honi cahiye jo ki bootable ho. how to bootable a pendrive using cmd.
- fir aapko aapna computer jisme windows install karni hai usko off kar dena hai.
- uske baad aapko aapne computer me us bootable pendrive ko insert karna hai.
- pendrive ko computer me lagaane ke baad aapko apna computer on karna hai.
-
- Computer on hone se pahle hi aapko apne computer ke boot menu me jaana hai. agar aapko nhi pataa ki boot menu kese open karte hain to aap upper diye hue photo me dekh sakte hain ki hp me boot menu key varna aap google per apne laptop ka naam or model no. se search kar sakte hain
boot menu me aane ke baad aapko kuch is tarah ke options millenge 👆 jisme aapko "Removable Devices" ya "USB Drive " option select karna hai or ENTER.
-
- fir aapke saamne kuch is tarah ki screen aayegi to isme aapko apni Language select karke Next per click karna hai.
-
- fir isme aapko Second Option - " Custom: Install Windows only" select karke Next kar dena hai.
-
- ab yahaa aapko thoda sahi se kaam karna hoga , yahaa apko apne aap pahcaan kar "Local Disk C" ko select karke or format karke next per click karna hoga. agr aap ne koi dusri disk select karke next kr diya to , select ki hui disk format ho jaayegi or aapka data bhi.
-

- ab agr aapke saamne kuch is tarah ki window aaye to agr aapke paas product key hai to likh kar next kar dijiye varna skip kar dijiye.

- ab aapki windows 10 install hona start ho gayi hai , aap wait kare maximum 20 minute me aapki new window install ho jaayegi.
agr aapko ese hi koi or bhi jankari cahiye to comment box me jarur batana.







Comments
Post a Comment